Saanson mein hai koi baat uljhi si
Yaadon mein hai koi tasveer souljhi si
Kahin se jab nazar tumhari uthti hai
Dharkanein dil ki aur tez ho jati hai
Aahat aap ki soon kar chaandni bhi ghabraa jaati hai
Chehra aap ka dekh kar raat bhi sharma jaati hai
Bekhudi hai Khamoshi bhi hai iss safar mein
Khushboo teri anjaan bhi hai ya nahin iss sheher mein
Chup ke ous ki mohabat rooh ko choo gayi
Na jaane kab se vo anjaan meri jaan ban gayi
Ab to Khuda se hai yehi Iltija
Palkon tale tu rahe hamesha
Har Saans mein tera Ehsaas
Har pal mein tumhein paane ki Aas
Rahe Hamesha...
|
Email this Poetry
|
Add to reading list





