Kia kahon usey kitna mera khyal hota hai
Ranjeeda main hon tou preshan wo b hota hai.
Ik taraf main jagta hon yad mein us ki
Neend ko ik taraf wo b tarasta hai.
Main sota nahi khwab ko haqiqat bananey k liye
Aur wo haqeeqat ko khwab mein dhoondta hai.
Main haqeeqat mein us ka sath chahta hon
Aur wo khwab mein mera hath thamta hai.
Phone ker k mujey kehta hai preshan mat hona
Aur preshan ker k phone kat deta hai.
|
Email this Poetry
|
Add to reading list






