khuaahishe aaj bhi adhuri h

Reads: 426  | Likes: 0  | Shelves: 0  | Comments: 0

Status: Finished  |  Genre: Poetry  |  House: Booksie Classic

Khuaahishe jo ho na ski puri .....dil jo h aaj bhi akela

Khuaahish aaj bhi adhuri rh gyi.. Jism me jlti vo tdp ki aag aaj bhi jl rhi h.. Tu bhi vahi h or khuaahishe bhi vahi h .... Bdl gye h to ye mnzr , ye sahr , ye prinde jo meri mhobt ki dasta bya krte the.... Roj meri udasi me kisi kone me mere ashko k sath roya krte the.... Aankhe Nahum rhti pr tujhse muskra k mila krti .... Tujhe dekh khuaahiso k reshe buna krti ... Yad h vo pal mujhe .. Jis drmeyan meri njre tujhse tkragyi .....kafi sor tha vaha pr mujhe teri sanso ki aawaj suna gyi. Tune apni jlfo ko chahre se htaya to nahi pr teri nzre mujhe tkra gyi......tu muskurai hogi ye soch kr......ye kon h jo hmse njre hi nahi hta raha..... Pr kusur hmara bhi kaha tha kusur to in nigaho ka tha jo teri tsvir bsa li aankho me.... is kusur ki sja to inko milne hi thi ....ashko ki baris to honi hi thi..... Pr khuaahishe aaj bhi adhuri h tere mere drmeya aaj bhi duri h ...... Bhula dena chaha hmne pr yade aaj bhi gahre jkhme se bhi gahri h ...... Irada hmara bhi pak tha pr mhobt me hi abhisap tha ..... Sahr chhoda dost chhoda ..... Or chhod diya hr vo ashk jo tere hone ka ahsaas dilta tha ....mgr e mere yar ye dasta-e-mhobt ki bdl hi nhi jati ......tere siva kisi or ko ye nigahe hi nahi chahti... Aaj bhi vo teri tsvir jo tumne hme di thi dekh kr hnste h ....aankhe Nahum hoti h pr hont mere hnste h... Mhobt ka jnaja nikala kyi bar .....pr kmbkt ye isqh h k mit-ta hi nahi..... Khuaahishe aaj bhi vahi h Bs tuhi to nahi h.... Apni mhobt ka izhar krna tha.... Dil me jo isqh tha use honto se bya krna tha... Aaj bhi m jb apni dairy k pnne plt ta hu ....mere ashko k nisa aaj bhi vahi milte h ....jo pnna jisme mne teri pahli jhk k bare me bya kiya tha ....us pnne me aaj bhi us gulab ki khusbu h jo tere liye liya tha mne ....... Khuaahishe aaj bhi adhuri hi rh gyi ..... Tujhe milne ki aarzu dairy k pnne me hi bnd rh gyi ... #plt


Submitted: October 12, 2014

© Copyright 2023 Atharv garg . All rights reserved.